Tuesday 29 November 2011

Shia Abusing Sahba r.a Prove Shia Wrong Must Read


Aslam o Alikum  
Shia Sahba ko Galian Kuo Dete Hein Chalo Ao Dekte Hein Kia In Ke Han Esa Karna Sawab Hai ?

Hazrat Ali (r.a) Farmate Hein Kise Ko Gali Mat Do Jab Tum kise ko gali dete ho to us ki jaga thumari Qabar mien ek bichoo ban Jata hai
Shia ka mutabiq 3 kalifa r.a islam ka aganist thay or islam ka dusman naowzbillah or is lea yeh galian dete hien sahba ko
In sa ek sawal hai
Hazrat Ali r.a , Hazrat Fatima r.a , Hazrat Imam hassan r.a aur hazrat imam hussain r.a Hazrat imam 
Na apni zuban e aqdas sa kise kafir ko kabi gali nai di to sahba ko kese da sagte hien

Shia sab sa bar kar hazrat Ali r.a sa Mohabbat ka dawa karte hien jo ka jhoot hai jab Ali r.a na sahba ko gali nai di apni zuban mubarak sa  to yeh kuo dete hien ab deko yahan ya hazrat Ali r.a ki bat nahi mante To Munafiq howe ka nahi

Jab ek Kam hazrat Ali r.a na nahi kia tum kuo karte ho why ?

Wo is lea ka yeh sirf apny nafs ki mante hien galian dena in ka zakir ina sika gae hien jin ka kam pese kamana hai .or kuch nahi .. In ka andar sirf ek aag lagi hoi hai jab wo zaida sulagti hai to bakwas karte hien hame to kuch nahi 

Yeh Bat Na syedna Ali r.a ko pasand ha galian dena na kise sahba ya ahlebeat ma sa koi gali deta hai

Is sa sabit hota hai shia ek jhoota mazahb hai jo sirf shetan or apny nafs ki pervi pa chalta hai is ma koi shak nahi

Hamare Pyare Nabi ( Hazrat Mohammad sallah hu ahle waslam ) Akele sare kufr sa lare per Na kise ko Galian dein nawozbillah na kabi kise sa behuda gofgoo ki tabi kafir bi ap sallah hu ahle waslam ki tareef karte thea

Or islam to is chez ka kialf ha kise ka kuda ko gali di jaye ( Aur tum un ka kduaoon ko gali mat do kyn ka wo jahalt mein Allah ko Gali dien ge )

Meri sab sunni bahion sa req hai ap un ka ulma ko gali mat do kuo ka wo jahalt mien sahba r.a ko gali dein ge Or wese bi Muslman ki shan ka kilaf hai .. agar is ka bawjood bi dien in ka faisla Allah ka hath mien

But plz ap un ko gali mat do , un ka kise imam ko Ta ka wo hamare pyare sahba ko gali na dien plz imam abu hanfia na kbi kise shia imam ko gali nai di to ap imam abu hanfia ka manne wale ho ap bi galian dena choro

Hamesa hikamt sa kam lo or achi bat karo,,,,,,,,,,,,,yeh jo batin like in ma koi burai nahi is ka bawjood agar koi sunni kise ko gali da to jab shia us ka against sahba ko gali da ga us ka zimadar tum kud ho ge or ......Shia agar sahba ko gali da to wo hazrat Ai r.a ka kilaf jaye ga.. so plz stop abusing and save Izat e sahba r.a

Baqi baton ma iktlaf ho sagta hai per is ma koi shq nahi ka kise ko gali dena islam ma haram hein balke yeh insaniat ka kilaf hai .. Acha ho ga agar ap samj jao sab log  Allah sab ko seedi ra dekaye

Allah Mohammad(sallah hu ahle waslam) Haq char yar.. 

Ahle sunnat wo hai jo Ahle beat sa esa pyar kare jesa sahba sa karta hai.. Syedna Ali r.a ka nam sun kar jis ka rang badl jaye wo apna eman tk kar le Hube Ali bi ese he eman ka hisa hai jese hube sadeeq e akbar r.a Kuda hafiz